Kya socha
kya se kya ho gya
Kha chla tha
kitab likhne pyar ki
Kha khud hi
pagal ho gya
Phli vo glti b lgi achi
Cha b bht thi janne ki
Na mana kch or me
Jid b thi bs use manne ki
Kha bat hoti thi vfa ki
Kha bevfa ho gya
Kha chla tha
kitab likhne pyar ki
Kha khud hi
pagal ho gya
Kha teri ek jhalak ko
nain Trsa krte the
Tu na dikhe to
ye brsa krte the
Ab hwa badal gyi
Pyar dhuya ho gya
Kha chla tha
kitab likhne pyar ki
Kha khud hi
pagal ho gya
No comments:
Post a Comment